Nazar Shayari | नज़र शायरी |2 Line Shayari On Nazar Best Collection

Nazar Shayari : नज़र अक्सर शायरियों में इस्तेमाल होने वाला दिलकश लफ्ज़ होता है,नज़रों से ही प्यार ,नफरत ,इकरार ,इंकार सब झलक जाता है
दोस्तों यहाँ पर आपके लिए Nazar Shayari का एक लाजवाब और बेशकीमत तोहफा ले कर आये हैं ,जिसे आप सभी अपने दोस्तों के साथ शेयर कर सकते हैं.उम्मीद है आप सबको ये पोस्ट बेहद पसंद आएगा.

Nazar Shayari (नज़र शायरी)

नज़र से नज़र मिला कर तुम नज़र लगा गए
ये कैसी लगी नज़र कि हम,हर नज़र में आ गए

NAZAR se NAZAR mila kar tum NAZAR laga gaye
Ye kaisi lagi NAZAR ki hum har NAZAR me aa gaye



तुम भी खुद से बेइन्तहाँ मोहब्बत करोगे
जब एक दफा खुद को मेरी नज़र से देखोगे

Tum bhi khud se beinthan mohabbat karoge
Jab ek dafa khud ko meri nazar se dekhoge

नज़र अंदाज़ जितना करना है कर लो,
अंदाजा उस दिन का भी कर लो जब
हम नज़र नहीं आएंगे

Nazar andaz jitna karna hai kar lo,
Andaza us din ka bhi kar lo jab
Hum nazar nahi aayenge



तुम एक नज़र देख लो खुद को मेरी नज़र से
तुम्हारी नज़रें फिर तलाशेंगी मेरी नज़र को

Tum ek nazar dekh lo khud ko meri nazar se
Tumhari nazren fir talashegi meri nazar ko

देख इतना मुझे कि तेरी ही नज़र लग जाए
मुझे अच्छा लगता है तेरी नज़र से मर जाना

Dekh itna mujhe ki teri hi nazar lag jaye
Mujhe achha lagta hai teri nazar se mar jana



हाल चाल नहीं पूछते पर पर खबर सारी रखते हो
सुना है ये हमने कि आप हम पर नज़र रखते हो

Haal Chaal nahi puchhte par khabar saari rakhte ho
Suna hai humne ki aap hum par nazar rakhte ho

उसने सलीका परदे का बड़ा ही अजीब रखा है
नज़र जो क़ातिल है उन्हें ही बेपरदा रखा है

Usne saleeka parde ka bada ajeeb rakha hai
Nazar jo qatil hai unhe hi beparda rakha hai



बस इतनी पाक़ीज़ा रहे आइना-ऐ -ज़िन्दगी
जब खुद से मिले नज़र तो शर्मसार ना हो

Bas itni pakeejagi rahe aaina-e-zindagi me
Jab khud se mile nazar to sharmsaar na ho

Nazar Shayari
Nazar Shayari

लबों ने तो चुप रह कर दिल को समझा लिया
कम्बख्त नज़र क्या झुकी सब कुछ बता दिया

Labon ne to chup rah kar dil ko samjha liya
Kambakht nazar kya jhuki sab kuchh bata diya



दूर जाते ही नज़र आने लगे हो तुम मुझे
लगता है पास की नज़र कमजोर है मेरी

Door jate hi nazar aane lage ho tum mujhe
Lagta hai pas ki nazar kamjor hai meri

Nazar Shayari
Nazar Shayari

नज़र ऊँची हुई तो दुआ बन गई
नज़र नीची हुई तो हया बन गई
जो झुक के उठी तो खता बन गई
और उठ के झुकी तो अदा बन गई

Nazar unchi hui to dua ban gayi
Nazar nichi hui to haya ban gayi
Jo jhuk ke uthi to khata ban gayi
Aur uth ke jhuki to ada ban gayi



हम सारी उम्र जिनको कोई दे न सके जवाब
वो एक नज़र में कर गए हज़ारो सवालात

Hum saari umr jinko koi de na sake jawab
Wo ek nazar me kar gaye hazaro sawalaat

Nazar Shayari
Nazar Shayari

अगर तेरी नज़र क़त्ल करने में माहिर है
तो हम भी मर मर के जीने में उस्ताद हैं

Agar teri nazar qatl karne me mahir hai
To hum bhi mar mar ke jeene me ustad hain



मैंने तो देखा था बस एक नज़र के खातिर
क्या खबर थी कि रग रग में समा जाओगे

Maine to dekha tha bas ek nazar ke khatir
Kya khabar thi ki rag rag me sama jaoge

Nazar Shayari
Nazar Shayari

सुनाई नहीं देती फिर भी सब कह जाती है
माशाल्लाह नज़र तुम्हारी ये जान ले जाती है

Sunai nahi deti fir bhi sab kah jati hai
Mashallah nazar tumhari ye jaan le jati hai



कैसे बयाँ करें सादगी अपने सनम की
परदा हम से था और नज़र भी हम पे ही थी

Kaise bayan karen saadagi apne sanam ki
Parda hum se tha aur nazar bhi hum pe hi thi

Nazarandaz Shayari (नज़रअंदाज़ शायरी)

Nazar Shayari
Nazar Shayari

हमें नज़रअंदाज़ करना हो तो शिद्दत से करना
कहीं नज़र आ गए तो अंदाज़ बदल जाएगा

Hume nazarandaz karna ho to shiddat se karna
Kahin nazar aa gaye to andaz badal jayega



नज़रअंदाज़ करने वाले तेरी कोई खता नहीं
इश्क़ क्या होता है शायद तुझे पता ही नहीं

Nazar Andaz karne wale teri koi khata nahi
Ishq kya hota hai shayad tujhe pata nahi

Nazar Shayari
Nazar Shayari

जाने क्या कशिश है उसकी मदहोश नज़रों में
नज़रअंदाज़ जितना करो नज़र उस पे ही पड़ती है

Jane ka kashish hai uski madhosh nazron me
Nazarandaz jitna karo nazar us pe hi padti hai



नज़र अंदाज़ उन्हें कर सकते हैं
जो नज़रो के सामने है
आप तो दिल में बसे हो आप का क्या करूँ

Nazarandaz unhe kar sakte hain
Jo nazron ke samne hai
Aap to dil me base hain aap ka kya karun

Jhuki Nazar Shayari (झुकी नज़र शायरी)

Nazar Shayari
Nazar Shayari

झुकी झुकी नज़र आप की कमाल कर जाती है
उठती है जब भी तो हज़ार सवाल कर जाती है

Jhuki jhuki nazar aap ki kamaal kar jati hai
Uthti hai jab bhi to hazar sawal kar jati hai



हम तो तारीफ लिखने बैठे थे
उनकी खूबसूरती पर
मगर ये कलम ही रुक गई उनकी
झुकी नज़रें देख कर

Hum to tarif likhne baithe the
unki khoobsurati par
Magar ye kalam hi ruk gai unki
jhuki nazren dekh kar

Nazar Shayari
Jhuki Nazar Shayari

इन झुकी नज़रों से जो इज़हार होता है
साहेब वो इश्क़ बड़ा ही कमाल होता है

In jhuki nazaron se jo izhar hota hai
Saheb wo ishq bada kamal hota hai



इस झुकी नज़र से क़यामत
का एहसास होता है
ऊपर से तेरा यूँ मुस्कुराना
बड़ा सितमगर होता है

Is jhuki nazar se qayamat
Ka ehsas hota hai
Upar se tera yun muskurana
Bada sitamgar hota hai

Katil Nazar Shayari (क़ातिल नज़र शायरी)

Nazar Shayari
Katil Nazar Shayari

सुना है उनकी नज़र बड़ी क़ातिलाना है
चलो क़त्ल होकर हमे भी नज़र आज़माना है

Suna hai unki nazar badi katilana hai
Chalo katl hokar hume
bhi nazar aazmana hai



उनकी नज़र क़त्ल करके भी गुनहगार नहीं
और हम कतल हो के भी मुज़रिम बन गए

Unki nazar katl karke
bhi gunahgar nahi,
Aur hum katal ho ke
bhi muzrim ban gaye.

Nazar Shayari
Nazar Shayari image download

महफ़िल में हम भी थे,
महफ़िल में वो भी थे,
हमने नज़र हटाई नहीं,
और उन्होंने नज़र मिलाई नहीं..!!

Mehfil mein hum bhi the,
Mehfil mein wo bhi the,
Humne nazar hatai nahin,
Aur unhone
nazar milai nahin..!!



कुछ यूँ मिली नजर उनसे,
के बाकी सब
नजर अंदाज हो गए..!!

Kuchh yun mili nazar unse,
Ke baaki sab
nazar andaz ho gaye..!!


मंजर ये जो आज का नज़रों ने देखा
लग गयी आग सीने में,
जब टूटते दिल को देखा..!!

Leave a Comment