Most Popular Gulzar Shayari in Hindi | गुलज़ार शायरी |2 Lines Collection

Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines: Gulzar was born Sampooran Singh Kalra at Deena in Pakistan in the year 1934. After the partition in 1947, he came to Delhi. Gulzar started his career as an assistant to celebrated directors Bimal Roy and Hrishikesh Mukherjee. He started his career as a lyricist with Bimal Roy’s Bandini
Gulzar had recently been awarded the highest award in the world for excellence in commercial art,
Gulzar has also worked very closely with the famous Ghazal singer of India Jagjit Singh and worked on his albums like Marasim, Koi Baat Chale, etc.
Gulzar had written dialogues and screenplays for movies like Aashirwad, Anand, Khamoshi, etc

In Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines here is the best and top collection of Gulzar Shayari in Hindi and English formats, hope you all like this article.

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

वो मोहब्बत भी तुम्हारी थी,
वो नफ़रत भी तुम्हरी थी,
हम अपनी वफ़ा का इंसाफ किससे मांगते
वो शहर भी तुम्हारा था,
वो अदालत भी तुम्हारी थी..!!

Woh mohabbat bhi tumhari thi,
Woh nafrat bhi tumhari thi,Hum apni
wafa ka insaf kis se mangte Woh
shahar bhi tumhara tha,Woh adalat
bhi tumhari thi..!!


आइना देख कर तसल्ली हुई
हम को इस घर में जानता है कोई

Aaina dekh kar tasalli hui
Hum ko is ghar mein janta hai koi

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

तक़लीफ़ ख़ुद की कम हो गयी
जब अपनों से उम्मीद कम हो गयी

takleef khud ki kam ho gayi
Jab apno se ummeed kam ho gayi


दिन कुछ ऐसे गुज़ारता है कोई
जैसे एहसान उतारता है कोई

Din kuchh aise guzaarta hai koi
Jaise ehsaan utaarta hai koi

Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

कल का हर वाक़िआ तुम्हारा था
आज की दास्ताँ हमारी है

Kal ka har waqia tumhara tha
Aaj ki dastaan humari hai


एक ही ख्वाब ने सारी रात जगाया है
मैंने हर करवट सोने की कोशिश की

Ek hi khwab ne saari raat jagaya hai
Maine har karvat sone ki koshish ki

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

कोई अटका हुआ है पल शायद
वक़्त में पड़ गया है बल शायद

Koi atka hua hai pal shayad
Waqt mein pad gaya hai bal shayad


कभी ज़िंदगी एक पल में गुज़र जाती है
और कभी ज़िंदगी का एक पल नहीं गुज़रता

Kabhi zindgi ek pal mein guzar jati hai
Aur kabhi zindgi ka ek pal nahi guzrta

Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

इतना क्यों सिखाये जा रही हो ज़िंदगी
हमें कौन सी सदियाँ गुज़ारनी है यहाँ

Itna kyon sikhaye ja rahi ho zindgi
Humein koun si sadiyan guzarni hai yahan


मिलने जो पहुंचा मैं दुश्मनो के घर
वहां अपने ही दोस्तों से मुलाक़ात हो गयी

Milne jo pahuncha main
dushmano ke ghar
Wahan apne hi
doston se mulaqat ho gayi

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

जब मिला शिकवा अपनों से ही
तो ख़ामोशी ही भली
अब हर बात पे जंग हो यह जरुरी तो नहीं

Jab mila shikva apno se to khamoshi hi bhali
Ab har baat pe jung ho yah jaruri to nahi


सुना है काफी पढ़ लिख गए हो तुम
कभी वो भी पढ़ो जो हम कह नहीं पाते हैं

Suna hai kaafi padh likh
gaye ho tum
Kabhi wo bhi padho jo
hum kah nahi paate hain

Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

Gulzar Shayari in Hindi 2 Lines

सोचता था दर्द की दौलत से
एक मैं ही मालामाल हूँ
देखा जो गौर से तो हर कोई रईस निकला

Sochta tha dard ki doulat se
ek main hi malamaal hu
Dekha jo gour se to har koi raees nikla


मैं हर रात सारी ख्वाहिशों को
खुद से पहले सुला देता हूँ
मगर रोज़ सुबह ये मुझ से पहले जाग जाती हैं

Main har raat saari khwahishon ko
khud se pahle sula deta hun
Magar roz subah ye
mujh se pahle jaag jati hain

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

दिल तो रोज कहता है मुझे कोई सहारा चाहिए,
फिर दिमाग कहता है क्या धोखा दोबारा चाहिए।

Dil roz kahta hai mujhe koi sahara
chahiye,Fir dimag kahta hai kya dhokha
dobara chahiye.


एक सुकून की तलाश में जाने
कितनी बेचैनियाँ पाल ली,
और लोग कहते हैं कि हम बड़े हो गए
हमने ज़िंदगी संभाल ली.

Ek sukun ki talash mein jane
kitni bechainiyan paal li,aur log
kahte hain ki hum bade ho
gaye humne zindagi sambhal li.

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

ज्यादा कुछ नही बदलता उम्र बढने के साथ,
बचपन की जिद समझौतों मे बदल जाती है !!

Jyada kuchh nahi badlta umar
badhne ke saath,Bachpan ki zid
samjhouton mein badal jati hai !!


तुम शोर करते हो,सुर्खियों में आने के लिए,
हमारी तो खामोशियां अखबार बनी हुई है !!

Tum shor karte ho surkhiyon
mein aane ke liye,Humari to
khamoshiyan akhbar bani hui hai !!

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

तेरे जाने से तो कुछ बदला नहीं,
रात भी आयी, चाँद भी था, मगर नींद नहीं..!!

Tere jane se to kuchh badla nahi,
Raat bhi aayi,chand bhi tha,magar
neend nahi..!!


दिल अब पहले सा मासूम नहीं रहा,
पत्त्थर तो नहीं बना पर अब मोम भी नही रहा..!!

Dil ab pahle sa masoom nahin
raha,patthar to nahin bana par
ab mom bhi nahin raha..!!

Gulzar Shayari in Hindi
Gulzar Shayari in Hindi image

शोर की तो एक उम्र होती हैं,
ख़ामोशी सदाबहार होती हैं..!!

Shor ki to ek umar hoti hai,
Khamoshi sadabahar hoti hai..!!


बेहिसाब हसरतें ना पालिए,
जो मिला हैं उसे सम्भालिए..!!

Behisab hasratein na paliye,
Jo mila hai use sambhaliye..!!

मैं वो क्यों बनू जो तुम्हें चाहिए,
तुम्हें वो कबूल क्यों नहीं जो मैं हूं..!!

Main wo kyon banu jo tumhe
chahiye,Tumhe wo kabool kyon
nahin jo main hun..!!


कोई ख़ामोश ज़ख़्म लगती है,
ज़िंदगी एक नज़्म लगती है…!!

Koi khamosh zakhm lagti hai,
Zindagi ek nazm lagti hai…!!

तोड़ कर जोड़ लो चाहे हर चीज दुनिया की,
सब कुछ काबिले मरम्मत है एतबार के सिवा..!!

Tod kar jod lo chahe har cheez
duniya ki,Sab kuchh kabile marammat
hai sivay eitbar ke..!!

हम तो अब याद भी नहीं करते,
आप को हिचकी लग गई कैसे..!!

Hum to ab yaad bhi nahin karte,
Aap ko hichaki lag gayi kaise..!!

सुना हैं काफी पढ़ लिख गए हो तुम,
कभी वो भी पढ़ो जो हम कह नहीं पाते हैं..!!

Suna hai kafi padh likh gaye ho
tum,Kabhi wo bhi padho jo hum
kah nahin pate hain..!!


वह जो सूरत पर सबकी हंसते है,
उनको तोहफे में एक आईना दीजिए..!!

Wah jo surat par sabhi hanste
hain,Unko tohafe mein ek aaina
dijiye..!!

Leave a Comment